Urdu Adab: Abbas Tabish
Showing posts with label Abbas Tabish. Show all posts
Showing posts with label Abbas Tabish. Show all posts

Wednesday, July 17, 2019

Kia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien...

7:09 AM 0
Kia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien...

Pani ankh mein bhar ker...

7:08 AM 0
Pani ankh mein bhar ker...
Pani ankh mein bhar ker laya jasakta hai Ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai Aik mohabbat aur woh bhi nakam mohabat Lekin is se kaam chalaya ja sakta hai Dil per paani peeney ati hain umeedien Is chashmey mein zeher milaya jasakta hai Mujh gumnaam se poochte hai farhaad o majnoon Ishq mein kitna naam kamaya ja sakta hai Yeh mehtab...

Meri tanhai barhate hain...

6:44 AM 0
Meri tanhai barhate hain...
Meri tanhai barhate hain chale jate hain, Hanss talaab pe ate hain chale jate hain, Is liye ab mein kisi ko nahin jane deta, Jo mujhe chorr ke jate hain chale jate hain, Meri ankhon se bahaa karti hai un ki khushu, Raftgaa’n khawb mein ate hain chale jate hain, Shadi-e-marg ka mahol banaa rehta hai, Aap aate hain rulate hain chale jate...